dil ki hasrat zuban pe aane lagi
tumhain dekha aur zindagi muskurane lagi
ye mohabbat thi ya meri dewangi
har surat main surat teri nazar aane lagi
bichar k mujh se agarchey udas woh bhi tha
pata chala k zamana shanas woh bhi tha,
mere zawal se pehle he mujh ko chor gaya,
ghazab ka sitara shanas woh bhi tha
woh aaye meri qabar pe apne raqeeb k sath ghalib
koun kehta hai k musalmano ko jalaya nahi jata
aaj phir kis ne pocha k tera hansta hua chehra udas kyon hai
barasti ankhon main piyas kyon hai
jinki nazron main tu kuch bhi nahi
woh tere liye itne khas kyon hain
har ek shab meri taza azab main guzri
tumhare baad tumhare he khawab main guzri
main ek phool hoon woh mujh ko rakh k bhool gaya
tamam umar us ki kitab main guzri
kaise zinda rahe koi aaj k in sazishon k mousam main
ab koi khawish bhi nahi dil se khawishon k mousam main
ussse mujh se mohabbat thi kuch is tarhan ki
k jaise halki si dhup ho barishon k mousam main.
kab hui pyar ki barsat mujhe yaad nahi
khof main dobi mulaqat mujhe yaad nahi
main to madhosh tha kuch itna us ki chahat main k
us ne kab chor diya sath mujhe yaad nahi.
ye arzu nahi k kisi ko satain hum
na tammanna ki k kisi ko rulain hum
par dua hai us rab se
jis ko jitna yaad karte hain
us ko utna yaad aain hum
piyas aisi k pi jaon ankhain us ki
naseeb aisa k moyassar zehar bhi nahi
be los wafain koi hum se sekhe
jisse toot k chaha usse khabar he nahi.
jab dil toot jata hai to awaz nahi aati
her kisi ko mohabbat raas nahi aati
ye to apne apne naseeb ki baat hai
koi bhulta nahi aur kisi ko yaad nahi aati
jo pyar k rishte hum banate hain
usse logon se kyon chupate hain
agar hota hai gunah kisi ko pyar karna to
bachpan se sab pyar kyon sikhate hain
pyar karne wale kabhi kam na hoon gaye
waqat k sath kabhi hum na hoon gaye
chahe kisi ko kitna bhi pyar karna
lekin teri yaadon k haqdar sirf hum hoon gaye.
un ki mohabbat ka abhi nishan baki hai,
naam lab par hai aur jaan baki hai,
kiya hua agar dekh kar mouh pher lete hain woh
tassali hai k shakal ki pehchan abhi baki hai
Badla jo waqat gehri rafaqat badal gai,
suraj dhala to samy ki sourat badal gai,
ek umar tak main us ki zarorat bana raha,
phir youn hua k us ki zarorat badal gai.
Yaad karna bhe na chaho magar yad aen gay hum
tere khawabon teri neendon pa yon cha jaen gay hum
meri tasweer ko dekho gay har ik shay main magar
Jab teri pohonch sa kahen door ho jaen gay hum
jis ghari teri yadon ka sama hota hai
phir moyassar humain aaram kahan hota hai
hosla mujh main nahi tujh ko bhula dene ka
kaam sadiyon ka hai lamho main kahan hota hai
yaadain woh nahi jo "Tanhai" main aati hain
yaadain woh nahi jo "Judaai" main ati hain
yaadain to woh hain jo "Bheer" main bhi "Tanha" kar jati hain
Shama umed ki es shehr main jalti he nahi
hijr ki sham kuch aisi k dhalti he nahi
manzilain tere ilawa bhi kai hain lekin
zindagi aur kisi rah pe chalti he nahi.
aye khuda aaj nazron ko kuch aisi beenai de
jidhar dekhon udhar woh he dekhai de
kash aisi meharbaniyan hoon aaj hawa main
k us ko pukaron aur ussi ko sunai de
na jane zamane ne majbor es qadar kyon kia
k woh meri kisi baat pe thera he nahi
har ek se pocha tere na milne ka sabab
har ek ne kaha woh tere liye bana he nahi.
Thursday, September 3, 2009
Love Jokes sms in hindi
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
140 words jokes
ReplyDeleteWorld’s smallest resignation letter?
Respected sir,
I love Ur wife.
Thank you
DRAD K TUFAN DIL ME UTHTE HAI. LAMHE SADIYO KI TRAH KATTE HAI. HUM MITANA CHAHE JO KABHI APKE NAKS KAHA MITTE HAI.HAMESHA TANHAYIYO KI MAJLISH ME APKA HUMNE INTEZAR KIYA. APKI KHATIR KABMBAKT DIL NE DRAD ME SIMTI HUI GAHERAIYO SE BHI PYAR KIYA.
ReplyDeleteSuno Gaur Se Pepsi Walo Buri Nazar Na Coke Pe Daalo Chahe Zitna Zor Laga Lo Chahe Zitna Dew Pila Lo Sabse Aage Hoha Nimbu Pani Kehta Hai Yeh Ik Hindustani Humne Piya Hai..Tum Bhi Piyo
ReplyDelete